%%SAD* ♥*SHAYARI%%
**Sab kuch hai mere paas,par dil ki dava nhi…..
Door hai wo mujhse par khafa nhi……
Ab bhi pyar karta hai wo mujhse……
Thoda sa jiddi hai, par bewafa nhi…..**
♥♥♥♥♥♥…….♥♥♥♥♥♥………♥♥♥♥♥♥…….♥♥♥♥♥♥……
**har dil fariyaad nhi karta……
har koi kisi ko yaad nhi karta……
hum bhul jaye apko, ek pal ke liye bhi…….
is par to khuda bhi vishwas nhi karta…..**