** …L♥VE…**
**Pyar se mila har ek kam uphar hota hai…..
Pyar wo hota hai, jisme intejar hota hai,
Sadiyo tak intejar karte hai wo….
Jinhe apne pyar par aitbar hota hai……**
……………………………………………………………………………………….
**Agar janna chaho ki hum apko kitna pyar karte hai to…..
Barish ki boondo ko pakadne ki kosis kro
Jitni tum pakdoge utna ap yaad karte ho…..
Jitna chhodoge utna hum yaad karte hai…..**